BLOG ME LABLE KAISE USE KARE-KI PURI JANKARI HINDI ME.
HELLO! visitors visit me india me apka swagat hai. aaj hum apke samne eak naya article lekar aye hai is article me apko blog post ko catagriese karne ke liye lable kaise use kare ke bare me bataya jayega but lable use karne se pahle aap ye jarur jan le ki lable kya hai aur blog me ise use karne ke kya faide hai.
LABLE KYA HAI?BLOG ME ISKE KAAM KYA HAI?
Lable blogger dwara diya gaya ek Gadget hai jiski help se hum blog ki post ko uski catagery ke hisab se alag rakhte hai maan lijiye aapne apne blog me make money se related 50 post likhe hai to lable ki help se aap make money se related sabhi post ko ek sath rakh sakte hai isme aap ke make money se related sabhi post ek ke baad ek catagery me lage honge isse apke blog post ko read karne me visitors ko problem nhi hogi use uski kaam ki post aasani se mil jayegiBLOG ME LABLE USE KARNE KE FAYDE Kya Hai Jane.
Blog lable use karne se aap ke blog ki sabhi post ek category me ho jati hai jise aap apne hisab se select karte hai aap ke blog ki sabhi post ek category me hoti hai jisse visitors aasani se apne kaam ki post ko dekh sakte hai aur traffic bhi miss nahi hoga & Adsense approve karne me problem bhi nahi hogiBLOG ME LABLE KAISE LAGAYE STEP BY STEP JANE.
Step-1. apne blogger account me login ho jaye.Step-2. post settings ke niche labels par click kare.
Step-3. screenshot me dekh rahe 1-box me post se related topic likhe jaise You Tube,Bloging etc.....
2- jab aapke blog me 10- 15 lable ho jate hai to wo yaha show karne lagta hai.
3- Done par click karde.
BLOG ME LABLE GADGET KAISE ADD KARE?-aasani se.
Aapke post me lable add karne ke baad lable har post ke upar aur niche show hota hai apne blog kesabhi post lables ko show karane ke liye aapko apne blog me lable Gadget use karna padega iske liye aap step by step follow kare-
Step-1. blogger account me login ho jaye dashboard>>>layout par jaye.
Step-2. blog ke right side me add a gadget par click kare.
Step-3. ab ek new pop-up window open hogi usme lables par click kare.
Step-4. ab ek new window open hogi jisme aapko lable ka title choose karna hai Ex.-1-title name-lable ya phir tags likh de
2-cloud par click karke save par click kar de
3-at last me save karke save arangement par click kar de.
bas itna hi ab aapke blog me bhi lable Gadget add ho chuka hai
BLOG MENU ME LABELS KAISE ADD KAREN.
Step-1.apne blog ke dashboard>>template>> edit HTML par click kareStep-2.ab apne blog ke menu me pahle se maujud kisi topic ko ,ctrl+f key ,se search karen
Step-3.search huye topic ki jagah apne pasand ka topic likhe
Step-4.topic ke naam se pahle href='#' me # ki jagah topic se releted lable url set kare is tarah aap asani se apne blog me baki ke topic set kar sakte hai.
LABELS KA URL LINK KAISE JANE.
Step-1.aapko ji lable ka url link pata karna hai us par click kareStep-2.ab ek new window open hogi usme browser ke link box me jo link hoga wohi aapke lable ka link hai ab aap use kar sakte hai.
to visitors ab aap log bhi samajh gaye honge ki blog me labels kaise lagate hai aur blog me iske importance kya hai is article me hamne lable lagane ka sabse simple tarika bataya hai to dosto apko hamari ye post kaise lagi hame jarur bataye jisse hum aage bhi aapke liye aur usefull post la sake hamari post ko aap social meadia par bhi share karke apne friends ki help kar sakte ho.
2 comments:
Hhhhh
Post a Comment