Sunday, 21 August 2016

internet se free website/blog kaise banaye-hindi me

Blog kaise banaye,blog banane ke liye kya karen-jane hindi me.                                                  




               Hello! Dosto ye hamari blog se related pahali post hai is poast me hum apko Blog kya hai Blog banate kaise hai ye sari jankariya denga.
To chaliye jante hai blog kya hai Blog eak

website hai jiski help se hum apne vicharo & knowlege ko dusre logo tak share karte hai agar aapke pas koi blog hai aur aap uspe work karte ho to us work ko BLOGGING kahte hai aur blog par work karne wale admi ko Blogger kahte hai.      
Agar aap bhi blog banana chahte hai to bus kuch steps ko follow kijiye aur khud ki eak blog banaiye. blog banana ke liye apko jyada pareshan hone ki koi jarurat nahi hai yaha mai blog banane ki simple method share karunga jisse aap only 5 minutes me khud ki blog create kar lenge blog banane se pahle aap ko ye jan lena important hai ki blog banane me kin chiso ki jarurat padti hai aiye jane-
               #Computer or Laptop
               #Internet connection
               #Gmail account
agar aapke pas gmail account nahi hai to apna pahle gmail account bana le.
 

                   Some easy steps for creating a new Blog

Step-1. Sabse pahle aap Blogspot.com par click kare ab apne gmail account me login ho jaiye google plus or blogspot profile mese kisi eak ko choose kare.
Step-2. Login hone ke baad create a new blog button par click kare.  
     


Step-3. Apne blog ka koi name blog title me enter kare blog title name aap apne post se related rakh sakte hai jaise hamare site ka name go india hai  jispar hum new bloggers ki help karte hai. apne blog ke title name ko hi aap apne blog ka adress bana sakte hai jaise humne banaya hai visitmeindia.blogspot.com 


Step-4 At last me aapko apne blog ke liye template choose karna hota hai i think simple template blog ke liye better hoti hai template choose karne ke bad create blog par click kare ab aapka blog ban chuka hai
blog banane ke bad sabse pahla kam hota hai blog ko design karna agar aap chahte hai ki aapke blog par jyada traffic aye iske liye blog ko design karna bahot jaruri hai dosto agar aap bhi apne blog ko behtar banana chahte ho to hamari ye post dekhe *Blog banane ke baad kya karen full guide in hindi.
I hope ki ab aap log bhi blog banana jan gaye honge agar dosto aapko blog banane me kahi bhi problem ho to aap hame comment karke puch sakte hai hame aapki help karne me khushi hogi ye post aapko kaisi lagi hame jarur bataye jisase hum age bhi aapki help kar sake & apne dosto ko bhi share karna na bhule.

0 comments:

Popular Posts

Total Pageviews